Refresh Life..๐ค
RefreshLife❤
So many of us are living in their pasts. Apnay past say darna, uski fikar karna, uskay baray mn hadd say zyada sochna. This disables our ability to move forward in our lives.๐ซ
.
๐ Life nay agar apko acha krny ka second chance dya hay... Tou why not avail it. Apsay agar koi ghalat kaam ho gya hay and apnay uski sachay dil say maafi mang li hay, tou naama-e-amal say tou wo already mit chuka hay usko apnay dil pay likh kr ku beth gye hain k agar kisi ko pata chal gya tou wo apkay baray mn ksa sochay ga... Apko kisnay bnaya hay? Allah tala nay na.... Aur Allah tala sabsay bara parda posh hay. Agar usnay apka bharam rakh liya hay tou ku pareshan hty hain.?
.
๐ Agar ap apni zindagi ka wheel apni pichli ghaltyo ko yaad kr kr k usmn breaks lagaty rhn gay ya worse puncture hi krdn gay... Tou ap ghut jyen gay. Har roz apko lagay ga k aj k kal ye baat dunya k samny agye tou MAIN KIYA KRU GI/GA ? Ap kya krn gay? Ye tou sawal hay hi nahi... Allah tala say maafi mang li na aur wo tou bari say bari ghaltyo ko maaf farmanay wala hay. Apko kon keh skta hay k ap buray hain. Ghaltyan aur gunah kon nahi krta.... Is dunya mn koi farishta nahi...Agar koi apko kehta hay na main farishta hu....
.
☀Aur agar koi kisi ko kehta hai na k wo gunahgaar hay tou qyamat walay din uska naama-e-amaal bhi sunaya jye ga. Apni harkatain seedhi krly wo. Agar Allah nay apkay gunah pr parda daala hua hay na tou doosro ki touba pr b dalna seekhain. As said in Hadith,
.
JazakAllah ul khairaa ๐ค๐ฏ
#Queenรธ ~BinteSayyed ๐
Comments
Post a Comment
BinteSayyed ๐ค